Tum aao to hum bhi EID karain
Hasrat hai tumhari deed karain
Kuch dair to dil ko chain milay...to rread full SMS click on read full SMS
Kuch roz to mann k phool khilain
Kehty hain k EID ki aamad hai
Hum log bhi kuch taaeed karain
Tum say aik ye guzarish hai
Ye apnay dil ki khwahish hai
aik baar milo
aik baar milo
Har baar yea hi taakeed karain
Maana k hum deewany hain
Sab baaton say anjany hain
Jab apnay bhi begany hain,
Kiya ghairon say ummeed karain
Tum aao to hum bhi Eid karain
0 comments:
Post a Comment