Yaad aaun to bus itni si anayat karna,
Tum to chahat ka shah'kaar hua kartay thay,
Kis say seekha ha ye ulfat mein milawat karna,
Hum sazaon k haq'daar baney hain kab say?
Tum hi keh do k jurm hai kia mohabat karna?
Teri furqat mein ye aankhain abhi tak namm hain,
Kabhi aana, meray ashkon ki zyarat krna..
0 comments:
Post a Comment