Tumhain Har Waqt wo Guzra Zamana Yaad Aaye Ga,
Na Hon Gay Hum To Hansna Hansana Yad Aye Ga,
Tumhain Phir Ek Ek Apna Bahana Yaad Aye Ga,
Kabhì Jab Tor DaaLay Ga Koi Waaday Mohabat K,
Tumhain Meri Mohabat Ka Zmana Yaad Aye Ga,
GaLay MiL Kar Humain Rukhsat Kia Tha Aap Ne Jis Dum,
Hamain Wo ApKa Aansu Bahana Yad Aaye Ga,
0 comments:
Post a Comment