Pages

Thursday 29 December 2011

Tumhari yaad aati hay to hum


Tumhari yaad aati hay to hum aansu bahatay hain""
Guzaray thay kabhi jo saath din wo yaad aatay hain""
Isi umeed pe hum ne khula rakha hay darwaza""...

Suna hay shaam hotay hi bichray lot aatay hain""
Haqarat say na dekho ay ehl-e-saahil toofan ko""
Kabhi aesa bhi hota ha kinaray doob jatay hain""
Kisi say kia gila ""kaash"" ye dastoor hay zamanay ka""
Naye jab dost miltay hain purany bhool jatay hai"

0 comments:

Post a Comment