"ALLAH"
Ka Zikar Kartay Raha Karo.
Chahay Ghar Mein Ho...
Ya Raastey Mein.
kiun k Jis Cheez K Samnay ALLAH Ka Zikar Karo Gay..
Chahey Wo Patthar,Phool,Darakht
Ya Kuch Bhi Ho..
Qayamat
K Din Gawahi Day gi
Ya"ALLAH" Tera Ye Banda
teray Zikar mein Mashgool Rehta Tha isko bakhsh day.
0 comments:
Post a Comment