Ayat-Ul-Kursi ki Fazeelat:
Jab ghar say Jatay waqt parho to 70,000 Farishtay...
har taraf say apki hifazat karain gay.
Jab ghar mein dakhil hotay waqt parho to ap k ghar se mohtaji (ghurbat) door ho jayegi.
Jab WAZU k baad parho To ap k 70 darjay buland hon gay.
Agar raat ko sotay waqt parho to 1 farishta saari raat ap ki hifazat karay ga.
Agar farz namaz k baad parho to marnay k baad ap ka 1 paon
zameen par or doosra jannat mein ho ga.



0 comments:
Post a Comment