Few beautiful things
"Agar Dukhon Ka Darya Uboor Karna Hai To...
Aansuon Ko jazb Karna Seekho
Duniya Ko jeetna Chahte Ho To Aawaz Mein Narmi Paida Karo
"Naiki kar k Aisay Bhool jaya karo,
jaisay Gunah kartay Waqt Apne "RAB"ko bhool jatay ho"
Koi shisha Insan ki Itni haqiqi tasvir paish Nahi karta
jitni uski Guftugu paish karti hai"
ALLAH dunia Usay bhi daita hai jisay pasand Nahi karta,
Lekin"Deen"sirf usay daita hai jis se Muhabbat karta hai.



0 comments:
Post a Comment