Pages

Thursday, 1 December 2011

Kiun har baar us ko muhabat jataun mein


Kiun har baar us ko muhabat jataun mein
Behtar hai ab ye hi khamosh ho jaun mein...

Us k salook se waqif ho gaya hun ab,
Kiun zindagi ko apni tamasha banaun mein
Nafrat ka aik baar izhaar to karay,
Us ko tamam umar na soorat dikhaun mein
Hasrat bhari nigah ka koi sabab to hai
MOHSIN
Wo haal e dil jo puchay kahin mar na jaun mein.

0 comments:

Post a Comment