Meri sochon ka koi kinara na tha
Jisay hum ne chaha wo kabhi hamara na tha...
Mein us ki muhabat mein yun toot k bikhra k
Doosra koi mujhay samaitnay wala na tha
Wo shakhs mujhay zakham pe zakham deta raha
Dil ne bhi us k siwa kisi ko pukara na tha
Ab is tarha jeenay se moat hi behtar hai
AYE DOST
Us ki muhabat mein haar kar jeena mujhay gawara na tha
0 comments:
Post a Comment