Pages

Thursday, 8 December 2011

"Mujhay is se koi gharz nahi


"Mujhay is se koi gharz nahi mere rubaru koi or hai"
"meri khwahishon k jahan mein meri aarzu koi or hai"...

"mujhay kal bhi teri talash thi mujhay ab bhi teri talash hai"
"na wo justaju koi or thi na ye justaju koi or hy"
"main hadood-e-jism ko torr kar nikal gaya to pataa chala"
"jahan main hi main tha teri tarha wahan hubahu Koi or hai"
"tujhay kaisay khud se juda karoon tu juda nahi meri zaat se"
"ye bata main koi or hoon ya ye bata tu koi or hai.?

0 comments:

Post a Comment