Pages

Tuesday, 6 December 2011

Udaas shamon mein lot


Udaas shamon mein lot kar wo aana bhool jata hai
Kar k khafa mujh ko manana bhool jata hai...

In hi aadaton nay us ki mujhay badnaam kar dala
Wo likh k naam deewaron pay mitana bhool jata hai
Mat pooch muhabbat mein laa parwaahiyan us ki
Day k zakham wo marham lagana bhool jata hai……..   

0 comments:

Post a Comment