Pages

Thursday, 8 December 2011

Yahan khamosh Nazron ka Nazara


Yahan khamosh Nazron ka Nazara kon banta Hai
.
Bohot gehray samandar ka kiNara kon banta hai....

.
Chalo Hum daikhtay hain ab khud ko barbaad kar k bhi...
.
Humari barbadiyon mein b humara kon banta Hai.... !i
.
Koi shesha agar totte t0 wapis jur Nhi sakta...
.
Muhabbat mein fanna ho kar dobara kon banta Hai.... !i
.
Chalo phir Azma lo tum sabhi apnay parayon ko...
.
Tumhare dard mein dekhen tumhara kon banta hai...

0 comments:

Post a Comment